Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare

Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare , Blogger Blog Ke Post Me Custom Permalink Kaise Use Kare, Automatic Permalink Kya Hota Hai, Custom Permalink Kya Hota Hai, Permalink Ko SEO Friendly Banana Kyu Jaruri Hai, etc

Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare – Hello Bloggers! Kaise Hai Aap Log Umeed Karta Hu Bahut Acchha Honge. Aaj Ka Ye Article Aap Logo Ke Liye Bahut Hi Important Hone Wala Hai Kyuki Aaj Ke Iss Article Me Mai Aap Logo Ko Batana Wala Hu Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare? Agar Aap Blogging Chahe Blogger Par Kar Rahe Ho Ya Fir WordPress Par Dono Hi Tariko Me Aapko Custom Permalink Ka Option Dekhne Ko Mil Jata Hai Lakin Iss Article Me Hum Aapko Batayenge Ki Blogger Par Aapko Custom Permalink Kaise Use Karna Hai. Agar Aap Apna Blog Ka SEO ( Search Enginge Optimization ) Ki Taraf Dhyan Denge To Custom Permalink Ek Bahut Hi Important Role Play Karta Hai. Maan Lijeya Aapna Koi Article Likha Aur SEO Friendly Custom Permalink Ka Use Kiya Hai Aur Jab Google Aapke Blog Ko Crawal Karega To Ho Sakta Hai Ki

Google Aapke Blog Ke Post Ko First Page Par La De. Isse Aapka Blog Ka Traffic Bhi Badh Sakta Hai Aur Chuki Aapka Traffic Seedhe Google Se Hai Isse Aapke Blog Me Lage Google Adsense Par Bhi Koi Bura Prabhav Nahi Padega. Blogger Me Article Ke Post Ko User Friendly Banane Ke Liye Hum Custom Permalink Ka Use Karta Hai. MaanLijeya Aapne Koi Article Likha Hai To Jab Aap Permalink Par Jayenge To Waha Par Aapko Automatic URL Diya Gaya Hota Hai Bas Aapko Custom URL Par Click Karke Farji Keywords Ko Remove Karke SEO Friendly URL Bana Lena Hai.

Agar Aap Keywords Ka Placement Sahi Tarike Se Karenge To Koi User Aapke Keywords Se Related Search Karta Hai To Google Par Aapka Blog Show Hoga. Agar Aapka Blog Blogger Par Hai To Hum Aapko Permalink Ke Bare Me Bahut Hi Important Jankari Dene Jaa Rahe Hai, To Chaliye Inhe Vistar Se Samjhte Hai Ki Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare –

Blogger Blog Ke Post Me Custom Permalink Kaise Use Kare

Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare
Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare

Jab Bhi Aap Koi Article Likhte Hai To Aap Uss Article Ka Title Dete Hai. Title Ke Hisab Se Blogger Aapko Automatic Permalink Yani Automatic URL Create Kar Ke Deta Hai. Ab Hume Jarurat Padti Hai Iss Automatic Permalink Ki SEO Karne Ki To Hum Isse Custom Permalink Ke Madhyam Se Karna Hota Hai. Automatic Permalink Me Aap Kuch Bhi Edit Nahi Kar Sakte Jabki Custom Permalink Me Aap Jo Chahe Wo Edit Kar Sakte Hai. Permalink Option Aapko Article Ke Sidebar Me Dekhne Ko Mil Jata Hai. Use Kare Permalink 2 Type Ke Hota Hai –

  1. Automatic Permalink
  2. Custom Permalink

इसे भी पढ़ें –

Automatic Permalink Kya Hota Hai

Jaisa Ki Maine Aapko Bataya Hai Ki Automatic Permalink Me Title Ke Hisab Se Aapko Aapke Article Ka URL Diya Gaya Hota Hai Joki Aap Kisi Bhi Tarike Se Edit Nahi Kar Sakte Hai. Jab Aap Apne Article Ke Liye Title De To Humesha Keyword Planner Ka Use Kare Kyuki Isse Fyada Yah Hai Ki Aapko Isse Edit Karne Ki Jarurat Nahi Padegi Aur Sath Me Aapka Permalink SEO Friendly Hoga. Samjhane Ke Taur Par Aap Niche Dikhaye Picture Ko Dekh Ke Samjh Sakte Hai.

Automatic Permalink Kya Hota Hai
Automatic Permalink Kya Hota Hai

Custom Permalink Kya Hota Hai

Agar Hum Custom Permalink Ki Baat Kare To Yaha Par Aapko Option Milta Hai Ki Aap Apna Hisab Se Permalink Ko Edit Kar Sakte Hai. Aap Apna Article Ke URL Ko Aur Bhi Jyada SEO Friendly Banane Ke Liye Hum Custom Permalink Ka Use Karte Hai. Dhyan De Jab Bhi Aap Kuch Google Par Likhkar Search Karte Hai To Aapka Blog Search Listing Me Tabhi Aayega Jab Aap Custom Permalink Ka Use Sahi Tarike Se Karenge. Isse Aapke Blog Ki Index Ranking Kafi Tej Se Badhegi. Custom Permalink Me Hume Kya Option Milta Hai Niche Dikhaye Picture Ko Dekhkar Samjh Sakte Hai.

Custom Permalink Kya Hota Hai
Custom Permalink Kya Hota Hai

Dhyan De Jab Aap Custom Permalink Ka Use Kar Rahe Ho To Sirf Unhi Sabdo Ka Prayog Kare Jispe Aap Ne Article Likha Ho Takki Aapka Article Google Search Result Me Usse Keyword Par Rank Kar Sake.

इसे भी पढ़ें –

Permalink Ko SEO Friendly Banana Kyu Jaruri Hai

Custom Permalink Ke Dwara Aap Apna Blog Ke URL Ko Chota Kar Sakte Hai. Isse Fyada Yah Hoga Ki Koi Bhi User Aapke Article Ke URL Ko Badi Hi Asani Ke Sath Yaad Rakh Sakta Hai Jisse Fyada Yah Hoga Ki Agar Wah User Dobara Aapke Blog Par Aana Chahata To Wo Aapke Dwara Banaye Gaye Custom Link Ki Madad Se Aa Sakta Hai Aur Aap Bhi Inn Tips Ki Madad Se Apna Blog Ke Post Ka URL Yaad Rakh Payenge.

Google Khud Bhi Aise URL Ko Jyada Promote Karta Hai Kyuki Custom Permalink User Friendly Link Hota Hai. Isliye Hamesha Yaad Rakhe Ki Aap Humesha Custom Permalink Ka Hi Use Karna Hai. Dhyan De Aapka Post Ka URL Aapke Post Ke Title Ke Hisab Se Hi Hona Chahiye Bas Aapko Karna Yah Hai Jo Bhi Farji Keywords Hai Unko URL Me Se Aapko Hatana Hai Aur Koi Acchha Sa SEO Friendly URL Dena Hai Joki Aapke Blog Ke Post Ke Hisab Se Hi Hona Chahiye.

Permalink Ko SEO Friendly Banana Jaruri Isliye Hota Hai Kyuki Isse Ye Bhi Pata Chalta Hai Ki Aapna Kis Cheej Par Article Likha Hai.

निष्कर्ष

To Dosto Mujhe Puri Umeed Hai Ki Ab Aap Samajh Gaye Honge Ki Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare, Blogger Blog Ke Post Me Custom Permalink Kaise Use Kare, Automatic Permalink Kya Hota Hai, Custom Permalink Kya Hota Hai, Permalink Ko SEO Friendly Banana Kyu Jaruri Hai etc Ke Bare Me Lakin Agar Abhi Bhi Aapka Koi Sawal Ya Sujhau Hai To Comment Box Me Comment Karke Puch Sakte Hai. Agar Abhi Bhi Aapka Koi Permalinks Se Related Koi Question Hai To Jarur Puche Mai Aapke Question Ka Answer 24 Ghante Ke Andar Jarur Dunga.

Iss Article Me Aapne Kya Sikha – Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare, Blogger Blog Ke Post Me Custom Permalink Kaise Use Kare, Automatic Permalink Kya Hota Hai, Custom Permalink Kya Hota Hai, Permalink Ko SEO Friendly Banana Kyu Jaruri Hai etc

मेरे पोस्ट के प्रति अपनी प्रसन्नता और उत्त्सुकता को दर्शाने के लिए कृपया इस पोस्ट को Social Networks जैसे कि Facebook, Whatsapp और Twitter इत्यादि पर Share कीजिये।

इसे भी पढ़ें –

Leave a Comment