Free Me Blog Kaise Banaye Step By Step Guide In Hindi 2024, Free Me Blog Kaise Banaye, How To Create Free Blog In Blogger, How To Write SEO Friendly Article In Blogger, Apne Blog Ka Article Ko Google Par Kaise Rank Kare, Kya Blog Se Paisa Kamaya Jaa Sakta Hai, Blog Ko Google Adsense Se Monetize Kaise Kare etc
Free Me Blog Kaise Banaye Step By Step Guide In Hindi – Hello Bloggers! Kaise Hai Aap Log Umeed Karta Hu Bahut Acchha Honge. Aaj Ke Iss Article Me Mai Aap Logo Ko Batana Wala Hu Ki Kaise Aap Apna Khud Ka Naya Blog Bana Kar Acchha Khasa Paisa Kama Sakta Hai. Yaha Par Jo Mai Aapko Tips Dene Wala Hu Wo Bilkul Free Hai. Agar Aap Apna Liye Ek Blog Banana Chahata Hai To Aap Bilkul Sahi Jagah Par Aaya Hai. Dosto Agar Aap Apna Blog WordPress Par Banana Chahata Hai To Iske Aapko Ek Naya Article Likh Denge. WordPress Par Aapko Web Hosting Kharidne Padti Hai Aur Agar Aap Ne Abhi Blogging Karna Ka Socha Hai To WordPress Aapke Liye Mahanga Sabit Ho Sakta Hai. Agar Aapka Budget Thik Thak Hai To Aap WordPress Ke Sath Jaa Skate Hai Nahi Blogspot Bhi Ek Acchha Platform Hai.
Yaha Par Maine Aapko Free Blog Banana Ka Tarika Bataya Hu To Isliye Yaha Par Mai Aap Logo Ko Blogspot Ya Blogger Ke Bare Me Batane Jaa Raha Hu. Blogger Ek Google Ka Hi Product Hai Jaha Par Aapko Hosting Bilkul Muft Milti Hai. Yaha Par Aapko .blogspot.com Sub Domain Bhi Bilkul Muft Milta Hai Lakin Agar Aap Blogging
Lambe Samay Ke Liye Karna Chahata Hai To Iske Liye Aapke Pass Top Level Domain Hona Chahiye. GoDaddy Se Domain Kaise Kharide Ye Article Aap Padh Skate Hai. Yaha Par Aap Ek Naya Domain Kharid Kar Badi Hi Asani Ke Sath Apne Blog Ko Chala Skate Hai. To Chaliye Aapka Jayada Samay Na Kharab Karte Hue Seedhe Apne Topic Ke Aur Badhte Hai –
Free Me Blog Kaise Banaye
Agar Aap Apna Blog Blogger Par Banana Chahata Hai To Iske Liye Aapke Pass Sabse Pahle Gmail Account Hona Chahiye. Agar Aapke Pass Gmail Account Nahi Hai To Aap Sabse Pahle Gmail Account Bana Le. Uske Baad Niche Diye Gaye Steps Ko Dhyan Purvak Follow Kare –
इसे भी पढ़ें –
- 5 Free AMP Ready Blogger Templates Free Download 2023
- Blogger Me Custom Permalink Kaise Use Kare
- अपने Blog को Google Search Console में कैसे Submit करे?
How To Create Free Blog In Blogger
Yaha Par Hum Aapko Batayenge Ki Aap Free Me Blog Kaise Banaye Niche Diye Steps Ko Dhyan Puravak Follow Kare –
Step 1 – Sabse Pahle Aap Apne Web Browser Me Blogger Likh Kar Search Kare Uske Baad Sabse Pahle Option Jo Aayega Uss Par Click Kar De.
Step 2 – Jab Aap Blogger Ko Open Karenge To Uss Par Aapko Create New Blog Par Click Karna Hai. Fir Aapko Apne Gmail Account Se Login Karna Hai.
Step 3 – Iske Baad Aapko Create New Blog Par Click Karke Kuch Details Bharne Ke Liye Manga Jayega. Waha Par Aapko Apni Sahi Jankari Bharna Hai Jaise Ki Aapke Blog Ka Name, Address Aur Theme Etc.
Step 4 – Bas Ab Aapka Blog Bankar Tyar Ho Chuka Hai. Agar Aapko Koi Theme Lagana Hai To Aap Yaha Click Kare Aur Apne Anusar Koi Bhi Theme Download Karke Yaha Laga Skate Hai. Aab Aapko Apne Blog Ke Liye Article Likhna Hai To Chaliye Mai Aab Aapko Yah Bhi Batata Hu Ki Aapko Apne Blog Par SEO Friendly Article Kaise Likhna Hai.
How To Write SEO Friendly Article In Blogger
Article Ka SEO Karne Ke Liye Aapko Kuch Basic Cheejo Ko Dhyan Rakhna Padta Hai. Niche Bataye Gaye Steps Ko Dhyan Purvak Follow Kare –
Step 1 – Upar Bataya Gaye Sabhi Steps Ko Follow Karne Ke Baad Aapka Khud Ka Ek Blog Ban Jayega. Uske Baad Aapke Samne Dashboard Open Hoo Kar Aa Jayega Jaha Par Aapko New Post Par Click Karna Hai.
Step 2 – Fir Aapko Aapke Samne Ek New Page Open Ho Jayega Jaha Par Aapko Apne Article Ka Title Dena Hai Aur Box Me Article Ke Bare Me Likhna Hai.
Step 3 – Iske Baad Aapko SEO Ke Liye Kuch Steps Ko Dhyan Purvak Bharna Hai Joki Upar Dikhaye Gaye Picture Ko Dekh Kar Samajh Skate Hai. Yaha Par Aapko Apne Article Ka URL, Keyword Aur Robot Text Jaise SEO Karna Hai.
Apne Blog Ka Article Ko Google Par Kaise Rank Kare
Friends, Yah Itna Aasan Nahi Hai Kyuki Aaj Ke Samay Me Google Par Already Bahut Sare Article Likhe Hue Hai. Agar Aap Apne Blog Ke Article Ko Google Par Rank Karana Chahata Hai To Aapko Acchha Aur Unique Article Likhna Hoga. Aapka Article Unique Hona Chahiye Aur Sath Me Aapke Article Me Jo Likha Ho Wo Saaf Saaf Likha Hona Chahiye. Kahne Ka Matlab Yah Hai Ki Aapne Apne Article Me Kya Likha Hai Ye Pata Hona Chahiye. Agar Aapne Abhi Apna Naya Naya Blog Banaya Hai To Ho Sake To Aap Article Long Term Me Likhe Aur Quality Content Likhe. Isse Fayada Yah Hoga Ki Aapko SEO Me Madad Mileagi Jisse Ki Aap Badi Hi Asani Ke Sath Apne Article Ko Google Par Rank Kara Skate Hai. Agar Ho Sake To Aap Apne Blog Me Har Article Apne Hisab Se Naya Tarike Se Likhe.
Aapko Kisi Bhi Dusre Blog Ke Article Ko Copy Karke Apne Blog Me Nahi Likhna Hai Kyuki Aisa Karne Me Na To Aapka Blog Rank Karega Aur Na Hi Aap Uss Blog Se Earning Kar Payenge. Aapka Interest Jiss Field Me Hai Ussi Anusar Aap Apna Blog Banaye Aur SEO Friendly Article Likhna Shuru Kar De. Aapko Pahle Mehnat Karni Hogi Uske Baad Aapko Result Jarur Dekhne Ko Mil Jayega.
Kya Blog Se Paisa Kamaya Jaa Sakta Hai
Ji Haa, Aap Apne Blog Ke Madhaym Se Paise Kama Sakte Hai. Iske Liye Kafi Tathya Hai Jo Ki Mai Aapko Batana Chaunga Jaise Ki Aap Google Adsense Ki Madad Se Acchha Khasa Paisa Kama Sakte Hai. Aaj Ke Samay Me Lagbhag Har Blogger Ki Earning Karne Ka Madhaym Sirf Aur Sirf Google Adsense Hi Hai. Lakin Suruwat Ke Taur Par Aap Google Adsense Aur Affiliate Marketing Dono Ka Hi Istemal Karke Paise Kama Sakte Hai. Yaha Par Mai Aapko Ek Cheej Aur Batana Chaunga Ki Agar Aapka Blog Banane Ka Udasya Sirf Sirf Paisa Kamana Hai To Aap Apne Blog Ko Jayada Din Tak Nahi Chala Payenge. Yaha Par Aapko Success Mileagi Lakin Babut Der Se Aapko Bahut Dharya Rakhna Hota Hai. Google Adsense Kya Hota Hai? Aur Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kama Sakte Hai? Inke Bare Me Maine Details Me Article Likha Hai Aap Chahe To Padh Sakte Hai. Mai Swayam Bhi Apna Article Google Adsense Ke Dwara Monetize Kiya Hu. Aapko Apne Blog Par Acchha Se Kaam Karna Hota Hai Aur Babut Hi Jyada Mehnat Karna Hota Hai Kyu Ki Jab Aapka Article Google Par Rank Karega Tab Aapka Blog Par Traffic Aayega Aur Uske Baad Hi Aap Apne Blog Ke Madhaym Se Earning Kar Payenge.
Yaha Par Aapko Patience Rakhna Hota Hai Kyu Ki Aapko Blog Ke Madhaym Se Turant Earning Hone Shuru Nahi Ho Jati Hai. Blog Ko Aap Jankari Share Karne Ka Platform Maankar Kaam Karenge To Ho Sakta Hai Ki Aage Chalkar Aapko Apne Blog Ke Madhaym Se Acchhi Khasi Earning Kar Payenge.
Blog Ko Google Adsense Se Monetize Kaise Kare
To Friends, Agar Aap Apne Blog Ko Google Adsense Se Monetize Karna Chahata Hai To Sabae Pahle Aapko Apne Blog Ko Google Adsense Ka Approval Lena Hoga. Google Adsense Ka Approval Lena Thoda Sa Hard Hota Hai Lakin Agar Aap Google Adsense Ki Privacy Policy Page Ko Sahi Se Follow Karke Apne Blog Par Kaam Karenge To Aapko 100% Google Adsense Ka Approval Mil Jayega. Google Adsense Ka Approval Pane Ke Liye Aapke Blog Me Kam Se Kam 30 Ya 35 Article Likha Hona Chahiye Joki 1000 Ya 2000 Words Ka Ho. Iske Baad Aapko Aapne Blog Ko Acche Se Customize Karna Hota Hai. Jyada Jankari Ke Liye Aap Niche Diye Gaye Article Ko Padh Sakte Hai Isme Maine Aap Logo Ke Liye Details Me Samjhaya Hai.
- 100% Google AdSense Approval Kaise Karaye 2023
Upar Diye Link Par Click Karke Aap Padh Sakte Hai Ki Kaise Aap Apne Blog Apne Blog Ke Liye Google Adsense Ka Approval Le Sakte Hai.
निष्कर्ष
To Dosto, Mujhe Puri Umeed Hai Ki Aab Samjh Gaye Honge Ki Free Blog Kaise Banaye Step By Step Guide In Hindi 2023, Free Me Blog Kaise Banaye, How To Create Free Blog In Blogger, How To Write SEO Friendly Article In Blogger, Apne Blog Ka Article Ko Google Par Kaise Rank Kare, Kya Blog Se Paisa Kamaya Jaa Sakta Hai, Blog Ko Google Adsense Se Monetize Kaise Kare etc Ke Bare Me. Lakin Agar Abhi Bhi Blog Banana Ya SEO Friendly Article Likhne Me Kisi Prakar Ki Koi Samaysa Ka Samna Karna Padh Raha To Comment Box Me Comment Karke Puch Sakte Hai. Mai Aapke Comment Ka Reply 24 Ghante Ke Andar Jarur Dunga. Dhanyawad
Iss Article Me Aapne Kya Seekha – Free Blog Kaise Banaye Step By Step Guide In Hindi 2023, Free Me Blog Kaise Banaye, How To Create Free Blog In Blogger, How To Write SEO Friendly Article In Blogger, Apne Blog Ka Article Ko Google Par Kaise Rank Kare, Kya Blog Se Paisa Kamaya Jaa Sakta Hai, Blog Ko Google Adsense Se Monetize Kaise Kare etc
मेरे पोस्ट के प्रति अपनी प्रसन्नता और उत्त्सुकता को दर्शाने के लिए कृपया इस पोस्ट को Social Networks जैसे कि Facebook, Whatsapp और Twitter इत्यादि पर Share कीजिये।
इसे भी पढ़ें –